Hume izhaar karna nahi aaya,
Unhe pyar karna nahi aaya,
Hum bas dekhte hi reh gaye,
Aur waqt ko thamna nahi aaya,
Wo chalte chalte itne door chale gaye,
Hume rokna bhi nahi aaya…
Unhe pyar karna nahi aaya,
Hum bas dekhte hi reh gaye,
Aur waqt ko thamna nahi aaya,
Wo chalte chalte itne door chale gaye,
Hume rokna bhi nahi aaya…
Kitna ikhtiyar tha use apni chahat par,
Jab chaha yaad kiya,jab chaha bhula diya…..
Bahut achche se janta hai wo mujhe behlane k tareeke,
Jab chaha hasa diya,jab chaha rula diya….!
Jab chaha yaad kiya,jab chaha bhula diya…..
Bahut achche se janta hai wo mujhe behlane k tareeke,
Jab chaha hasa diya,jab chaha rula diya….!
Maut mangte he to zindagi khfa ho jati hai
Zaher lete he to wo bhi dawa ho jati hai
Tu hi bata aye dost kya karun.
jisko b chahte he to wo bewafa ho jati hai!
Zaher lete he to wo bhi dawa ho jati hai
Tu hi bata aye dost kya karun.
jisko b chahte he to wo bewafa ho jati hai!
Duniya me jeene ki chahat na hoti
Agar khudane mohabbat banayi na hoti,
Log marne ki aarzoo na karte
Agar mohabbat me bewafai na hoti.
Yadon me hamari wo bhi khoye honge
Khuli aankhonse kabhi wo bhi soye honge,
Mana hasna hai ada gam chhupane ki
Par haste haste kabhi wo bhi roye honge…

No comments:
Post a Comment